Headnotes

1. जब कोई हिन्दू मुसीबत में हो और हम उसकी रक्षा के लिए आगे नहीं आ पाये, तो हम में और अतिरेकियो में कोई भेद नहीं है|
2.
Religious conversion never acceptable in any forms. Be faithful for your and don't loose the trust about your born religion

Thursday 21 March, 2013

Swami Vivekananda

Aadi Dharma hame kehta hai, "Jisko Ishvar par shraddha nahi, voh nastik hai."

Lekin Swami Vivekanand ji ne Nastik shabd ka roop badal diya hai.

Hindi me

"Jisko swayam ke upar shraddha nahi, voh nastik hai."

Chahe kitne bhi mandir ghumo, kitni bhi prarthanae karo, jise swayam ke upar aatmavishvas nahi, use Ishwar par shraddha hona nirarthak hai.

Urdu me

"Jise khud ke upar bharosa nahi, voh kaafir hai."

Chahe kitni bhi chaddar chadhao, kitne bhi namaz ada karo. Jise khud par bharosa nahi, use Allah par bharosa hona bahot bada sawal hai.

No comments:

Post a Comment